GUSTAAKH KAON?
ALAMAATH:
TARJUMA:
Allah ki khasam khaatey hain k unhone na kaha aur beshak
zaroor unhone kufr ki baat kahi aur islam me aakar kafir hogaye.
(PARA 10, SURAH AL-TAOBA, AYATH 74)
SHAAN E NUZOOL:
IBNE JAREER O TABRANI O ABU AL SHAIKH rayees ul mufassireen
hazrat abdullah bin abbas رضي الله عنه se riwayat karte hain k huzoor ﷺ ek darakhth k saaye me araam farma rahe the to irshad farmaya
ankhareeb ek aesa shaks ayega jo tumhe shaetaan ki ankho se dekhega wo ayega to
ussey baat hargiz na karna thodi der baad ek kunji aankho wala saamne se guzra.
Rasool allah ﷺ ne usey bulakar farmaya k tu aur tere sathi kis baat per meri
shaan me gustakhi ka lafz bolte hain?
Wo gaya aur tamaam sathiyo ko bula laya sabne aakar khasmey
khayi k humne koi kalma apki shaan me be adabi ka nahi kaha hai.
Us per ALLAH TA'ALA ne ye ayat e karima nazil farmayi k
unhone gustakhi nahi ki hai aur beshak wo zaroor kufr ka lafz bolte hain aur
rasool allah ﷺ ki shaan me be adabi karkey islam k
baad kafir hogaye.
Malum hua k huzoor ﷺ ki shaan me gustakhi aur be adabi ka lafz bolne wala kafir hai
aur aese shaks ko kafir kehna sunnat e ilahi hai.
ALLAH TA'ALA FARMATA HAI:
TARJUMA:
Aur aye mehboob agar tum unse pucho to kahenge k hum to yu hi
hansi khel me the, tum farmao kya ALLAH aur uski ayato aur uskey rasool se haste
ho.
(PARA 10, SURAH AL-TAOBA, AYATH 65)
SHAAN E NUZOOL:
Ibne abi shayeba o ibne al munzar aur ibne abi hatim o abu al
shaikh imam mujahed shagird khaas syedna abdullah bin abbas رضي الله عنه se riwayat karte hain k kisi shaks ki
oontni gum hogayi thi wo isko talash kar raha tha to rasool allah ﷺ ne farmaya k oontni falaan jungle me
falaan jaga hai isper munafiq ne kaha k muhammed ﷺ batatey hain k
oontni falaan jungle me hai halankey inko gai'b ki kya khabar?
Huzoor ﷺ ne is munafiq ko bulakar daryafth kiya to usne kaha hum to aese
hi hansi mazaaq kar rahe the to ALLAH TA'ALA ne ye ayat e karima nazil farmayi.
TARJUMA:
K ALLAH aur rasool se thitta karte ho bahane na banao tum
musalman kehla kar is lafz k bolne se kafir hogaye.
(TAFSEER IMAM IBNE JAREER MUTBA'A MISR, JILD 2, TASEER DURRE
MANSOOR IMAM JALAAL UDDIN SUYUTI)
Malum hua k rasool allah ﷺ k ilm gai'b k mutalliq ta'an karna aur apk ilm ka inkar karna
aurapk barey me ye lafz bolna k inko gai'b ki kya khabar ya likhna jaesa k
takhwiyatul imaan me likha hai k rasool ﷺ ko gai'b ki kya khabar? Kufr hai.
Ab bhi ap is mazkura ayath e karima k pesh nazar tajziya
karley kaon hai jo me'mbaro per baeth kar ilm e mustafa ﷺ ko maozu behes banate hain, kabhi syeda
um ul momineen ayesha siddiqa رضي الله عنهما per tohmat wali baat (hadees) padh kar ilm gai'b rasool ﷺ ka inkaar karey, kabhi zati ilm wali ayat padh kar sadah luh
musalmano yaani bhole bhaley musalmano ko gumrah karne ki koshish karey. Ye
tarazu ap k hath me hai faesla karey k kaon ilm ki baat karta hai aur kaon la
ilmi sabit karne k liye zor lagata hai faesla apk hath me hai.
AESE ALFAZ BHI NA BOLO JISSEY GUSTAKHO KO MAOQA MILEY:
ALLAH TA'ALA apne mehboob e kareem ﷺ ki bargah ka is had tak adab sikhata hai k sahaba kiraam ko
guftagu karne k saliqe farmaye ja rahe hain.
TARJUMA:
Aye imaan walo! rayina راعنا na kaho aur yu arz ko k huzoor hum per nazar rakhey aur pehle
hi se baghaor suno aur kafiro k liye dardnaak azaab hai.
(PARA 1, SURAH AL-BAQARA, AYAT 104)
SHAAN E NUZOOL:
Jab huzoor ﷺ sahaba e kiraam ko kuch wa'az o nasihath farmate to sahab e
kiraam darmiyaan kalaam me kabhi kabhi arz karte, راعنا ya rasool allah ﷺ yaani ya rasool allah hamari ri'ayath farmaiye yaani apni guftagu
ko dubara farma dijiye taakey hum log achi tarah samajhley aur yahood ki lughat
me lafz راعنا be adabi k mayiney rakhta tha. Yahoodiyo
ne is lafz ko gustakhi ki niyat se kehna shuru kardiya.
Hazrat sa'ad bin maaz رضي الله عنه yahudiyo ki zubaan jaante the ek din ye kalima aapne inki
zubaan se sunkar farmaya k aye dushmanan e khuda tum per ALLAH ki laanat ho
agar ab maine kisi ki zubaan se ye lafz suna to inki gardan maardunga.
Yahudiyo ne kaha k ap to hum par naraaz hotey hain halankey
musalman bhi yahi lafz bolte hain.
Yahudiyo k is jawaab per ap ranjeeda hokar huzoor ﷺ ki khidmat me haazir hi ho rahe the k
ayat e karima nazil huyi jismey راعنا kehne se logo ko rok diya aur is mayine ka dusra lafz انظرنا kehne ka hukum hua.
(TAFSEER SAAWI, JILD 1)
Sabit hua k nabi e rehmat e alam ﷺ ki taazeem o taoqeer karna aur ini bargah e naaz me adab k
kalimaat bolna farz hai aur jis lafz me be adabi ka sha'eba ho wo hargiz zuban
per nahi la sakte.
Aur is baat ki taraf ishara hai k syed ul ambiya mehboob e
kibriya ﷺ ki shaan me gustakhi aur be adabi karne
wala kafir hai chahe wo subah o shaam kalma e tayyaba ki rat hi kyu na lagata
ho.
GUSTAAKH E RASOOL ﷺ KI SAZA SAR TAN SE JUDA:
ALLAH TA'ALA IRSHAD FARMATA HAI:
TARJUMA:
Kya tumne inhey na dekha jinka daawa hai k wo imaan laye
isper jo tumhari taraf utra aur is per jo tumse pehle utra phir chahte hain k
shaetaan ko apna panch banaye aur unka to hukum ye tha k isey aslan na maaney
aur iblees ye chahta hai k inhey dur behka de aur jab insey kaha jaye k ALLAH
ki utari huyi kitab aur rasool ki taraf ao to tum dekhoge k munafiq tume se mu
mod kar phir jate hain.
(PARA 5, SURAH AL-NISA'A, AYAT 60,61)
SHAAN E NUZOOL:
Bashar naami ek munafiq ka ek yahoodi se jhagda hogaya,
yahudi ne kaha chalo syed e alam ﷺ se taye karaley, munafiq ne khayal kiya k huzoor to be riayath
mehez haq faesla denge iska matlab hasil na hoga.
Isliye isney bawajood mad'yi imaan hone k ye kaha k kaab din
ashraf yahudi ko panch banao (quran e kareem me taaghoot se is kaab bin ashraf k
paas faesla le jana muraad hai) yahoodi jaanta tha k ka'ab rishwat khor hai.
Isliye isney bawajood mazhab hone k isko panch tasleem na
kiya nachaar munafiq ko faesle k liye syed e alam ﷺ ki khidmat me hazir hona pada.
Aapne jo faesla diya wo yahudi k mawafiq hua yaha se faesla
sunney k baad phir munafiq yahudi k dar pe hua aur isey majboor karkey hazrat
omer رضي
الله عنه k paas laya.
Yahoodi ne apse arz
kiya mera iska maamla syed e alam ﷺ taye farma chuke lekin ye is faesle se razi nahi apse faesla
chahta hai.
Farmaya haan abhi aakar iska faesla karta hu, ye farmakar
makaan me tashreef le gaye aur talwaar lakar usko qatal kardiya aur farmaya jo
ALLAH aur uskey rasool k faesle se razi na ho uska mere paas faesla ye hai.
Is ayat me hazrath omer رضي الله عنه k is qaol o amal ki taayed o
tasdeeq ki gayi hai.
(ROOH AL MA'ANI, JILD
5)
(TASEER KASEER, JILD 5)
Is ayat se sabit hua k
musalman apne nabi ﷺ k har faesle ko dil o jaan se tasleem
karey warna be imaan hai.
Huzoor nabi e pak ﷺ ko musalman hi apna hakim e mutlaq bi'izni ta'ala maanta hai
warna be imaan hai.
FAROOQI LAQAB:
Isi moqe per ALLAH TA'ALA ki taraf se hazrat omer bin khattab
رضب
الله عنه ko laqab
"FAROOQ" mila.
Arabi zabaan se wakhif hazraat bakhubi jaante hain k farooqi
aur taghoot hum wazan hai, dono seghe kasrat k mayiney ko zahir karte hain to
is ayat se pehli ayat me ka'ab bin ashraf taghoot kaha gaya jiska mayina hai
mahot sar kashi wala, is hisaab se farooq k mayine honge haq o batil me khoob
faraq karne wala.
MUNAFIQ KAON THA?
Is munafiq ka naam bashar tha aur ka'b bin ashraf yahoodi
aalim ki taraf mukhadma le jana chahta tha.
MURTAD KI SAZA:
Yahi waja huyi iske imaan se kharij hone k, dusri waja is
munafiq ne huzoor ﷺ k faesle ko dil se bura jaan kar
inheraaf kiya tha.
Imaan se kharij hone ki ek waja yahi hai k wo gustakh tha aj
tak ahl e islam me qatal murtad ki jo saza muqarrar hai iski buniyad yahi
waqeya hai.
GUSTAAKH KA ANJAAM BAD
Ye to har islami firqa maanta hai k gustaakh e rasool ﷺ murtad hai aur murtad ki saza qatal hai
lekin jahalat k ghulbe se aaj kisi ko kaho k ye to gustakhi hai wo dhatayi o be
sharmi se ulta gustakhi ko taoheed bataye to iska kya ilaaj?
Isiliye hum ye faesla ALLAH TA'ALA per chodte hain jaese iska
khanoon hai k HABEEB E AKRAM ﷺ k gustaakh ko aaj na sahi to kal zaroor saza dega aur itna
sakht k kuffaar o mushrikeen haeraan reh jayenge aur kabi duniya me bhi giraft
farmaleta hai.
GUSTAAKH E RASOOL ﷺ WAJID AL QATAL HAI
Gustaakh e rasool ﷺ ek aesa khabeeh
aur ghinaona amal hai iski saza sar tan se juda hai, quran o hadees me iskey
beshumaar shwahed (saboot) hain.
QURAN:
To aye mehboob tumhare rab ki khasam wo musalman na honge jab
tak apne apas k jhagde me tumhe hakim na banaye phir jo kuch tum hukum farma do
apne dilo me is se rukawat na paye aur ji se maanle.
(PARA 5, SURAH-AL NISA, AYAT 65)
SHAAN E NUZOOL
Pahaad se aane wala pani jisse bagho me a rasaani karte hain
isme ek ansari ka hazrat zubair رضي الله عنه se jhagda hua, maamla SYED O ALAM ﷺ k huzoor pesh kiya gaya, HUZOOR ﷺ ne farmaya aye zubair رضي الله عنه tum apne baagh ko pani dekar apne padosi ki taraf pani chod do.
Ye ansari ko giraan guzra aur iski zubaan se ye kalima nikla
k zubair apk phupuzaad bhai ain bawajood faesla main zubair ko ansari k sath
ehsaan ki hidayat farmayi gayi thi lekin ansari ne iski qadar na ki to HUZOOR E
AKRAM ne hazrat zubair رضي
الله عنه ko hukum diya k apne
baagh ko saeraab karkey pani rok lo insafan khareeb wala hi pani ka mustahiq
hai is per ye ayat nazil huyi.
Imam faqruddin رحمة الله عليه ne SHAAN E NUZOOL yu likha hai k "jab ek munafiq ne HUZOOR
ﷺ k faesley per hazrat omer رضي الله عنه k faesley ko tarjeeh di ap رضي الله عنه ne isko qatal kardiya.
Logon me mash'hoor hogaya k hazrat omer رضب الله عنه ne ek musalmaan ko qatal kardiya, aapne
HUZOOR ﷺ se arz kiya HUZOOR jo apka faesla na
maane wo musalman kab hai? Is waqt ye ayat e karima nazil huyi, AAPKE RAB KI
QASAM WO MUSALMAN HI NAHI JO APKA FAESLA NA MAANE.
QABIL E GAOR:
Mazkoora dono ayaat se wazeh hua k GUSTAAKH E RASOOL ﷺ ka murtakib wajib al qatal hai jab kisi
musalman k saamne gustakhi ka irtekaab ho, sunnat e farooqi ye hai k gustaakh k
wajood se faoran zameen paak ki jaye adalati karwayi ka intezaar karna imaan k
munafi hai.
Agar adalati karwayi ka intezaar zaruri hota to syedna farooq
e azam رضي
الله عنه adalat
risalat ma'aab ﷺ ki taraf ruju karte waha se jo faesla
hota isper amal dar aamad karte magar unhone aesa nahi kiya balkey faoran
gustaakh ko waasil e jahannam kiya phir inke is feyl per tayed khudawandi huyi
quran e paak ki ayat nazil hogayi jo rehti duniya tak khanoon ban gaya k
GUSTAAKH E RASOOL ﷺ ki saza sar tan se juda.
POST WRITTEN BY:-
"عشقِ نبي ﷺ"
Ishq e Nabi ﷺ
JOIN WHATSAPP GROUP
SEND YOUR NAME AND CITY
JOIN WHATSAPP GROUP
SEND YOUR NAME AND CITY
No comments:
Post a Comment